Subscribe Us

header ads

Chiku khane ke fayde aur nuksan in hindi

इस ब्लॉग पर आपको स्वस्थ,जीवन शैली विषय पर पोस्ट शेयर होती है. 

Chiku khane ke fayde aur nuksan in hindi.

So hey friends kaise ho? I hope thik hi honge. Dosto aaj ki is artical me ham aapko batayenge ki chiku khane ke fayde aur nuksan in hindi. Me batane wala hu.

Agar dosoto aapko kaju aur badam ke fayde ke bare me janna hai to  yaha  par click kare


 to chaliye ham to chaliye aapko bta dete hain 
Chiku  khane ke fayde aur nuksan hindi me

Aur sath me ham janege- chiku me kaun si vitamin hoti hai?

 chiku khane ka sahi tarika chiku khane ka sahi samay ya time

Agar aao log ye bhi janna chahte hain ki mungafali khane fayde ke bare me to click kare Mungafali khane ke fayde aur nuksan

  aur sath me  bataye janege ki  
chiku ke beej ke faye ke bare me hindi me aapke sath share karunga jo health ke liye faydemand sabit hogi. To artical ko puri dhyan se  padhana dosto tabhi aapko 
chiku khane ke fayde aur nuksan ke bare me samajh aayega.

Chiku khane ke fayde aur nuksan hindi me.
Dosto waise to chiku bahut hi sadharana fruit hai lekin isme kai parkar ke poshak tatwa hote hai jisse dibetiz jaisi bimari door hoti. Chiku khane ka fayda 

 aapko bta dete hain 
Chiku khane ke fayde aur nuksan hindi me.

Aur sath me ham janege- chiku me kaun si vitamin hoti hai?

chiku khane ka sahi tarika, chiku khane ka sahi samay ya time

  aur sath me  bataye janege ki 
 chiku ke beej ke faye ke bare me hindi me aapke sath share karunga jo health ke liye faydemand sabit hogi. To artical ko puri dhyan se  padhana dosto tabhi aapko
chiku khane ke fayde aur nuksan ke bare me samajh aayega.

Chiku khane ke fayde aur nuksan hindi me.
Dosto waise to chiku bahut hi sadharana fruit hai lekin isme kai parkar ke poshak tatwa hote hai jisse dibetiz jaisi bimari door karti hai aur motape ko bhi door karti hai . Lekin dhyan rahe ki aapko motapa kam karna hai to din bhar me ek ya do chiku hi  
Khaye kyounki adhik  chiku khane par hamare sarir par motapa hone lagta hai.

Chiku me kaun si vitamin hoti hai.
Dosto waise to chiku me bahut sare vitamins hote hain lekin ham aapko prominece vitamin ke bare me bataunga.
Dosto chiku me vitamin-A bharpur matra me hoti hai.
Chiku me glukoje bhi  paya jata hai.chiku bharpur matra me vitamin-A aur vitamin- B bhi paya jata hai. Isme antioxxidet aur fiver jaise poshak tatwa bhi hote hain. Chiku me caliciam, aayran aur phosphoras ki bharpoor matra hoti hai .

Chiku khane ka sahi tarika kya hai?
Dosto kya aap jante ho ki 
Chiku khane ka sahi tarika kya hai?
Agar nahi jante ho to koi baat nahi. Aaj ham aapko chiku khane ka sahi tarika 
batane ja raha hu taki aap 
chiku khane ke bare me
jan sako. Chiku khane ka sahi tarika ye hai ki aap ek chiku ko le aur beech me se dabakar dono ko alag kar de aur ek 
spooni ki madad se gude ko nikal kar khaye 
is tarah se khane se aapko maja bhi aayega aur chiku khane ka sahi tarika bhi hoga

Chiku khane ka sahi samay
Dosto waise to ham chiku ko kisi bhi time kisi bhi jagah kha sakte hain.
Lekin chiku ka khane ka sahi samay hai subah. Agar ham chiku subah ke samay (time) me khaye to iska fayda adhik milta hai.
Chiku ki patti aur phal kaisa hota hai?
Chiku
Chiku ke pattiya aur fruit

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ